Chào các bạn! Truyen4U chính thức đã quay trở lại rồi đây!^^. Mong các bạn tiếp tục ủng hộ truy cập tên miền Truyen4U.Com này nhé! Mãi yêu... ♥

DARD

Dard se rishta kuch aisa jud gya tha..
Zindagi ka har ek pal tham sa gya tha..
Hasna khelna sab bhool sa gya tha..
Uski bewafai ka such jo saamne a gya tha..

Majboor uski mohabbat ne mujhe itna kar diya tha..
Apno ko bhi mene khudse door kar diya tha..
Khudne he khudke alag kr liya tha.
Haan ek or aashiq ne akela jeena sikh liya tha..

Naa thamegi uski zindagi,
Naa yahan kuch rukta sa dikhta hai…
Malum hai tum sambhal jaaoge,
Dard toh sirf khone ka ek shayar ko milta hai..

Koi dekh na le aanshu mere islie aanshu bahane se darta hai..
Pyaar toh aaj bhi h usse, magar ye dil btaane se darta hai.!!

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen4U.Com